Back to Top

Aftab Khan - Maa Lyrics



Aftab Khan - Maa Lyrics




Saari baatein soch ke main rone laga
Maa ne sir pe haath firaya sone laga
Apne woh saare dukh khone laga
Main andar hi andar se khilne laga
Khwaabo me sab tha milne laga
Jab main bure waqt me girne laga
Maa ki ummeed bankar uthne laga
Maa ko dekh kaam karte khalne laga
Aansu samandar sa behne laga
Sapno sa sab kuch tha lagne laga


Din hai ya raat hai
Maa ka sir pe haath hai
Unka pyaar saath hai
Jab main chota baccha tha
Akkal ka kaccha tha
Padne nahi jata tha
Maa ke pass rehta tha
Maa ne boli padhne ja
Kaam aisa karte jaa
Logo ne jo zakham diya usko pura bharte jaa
Sapne tune jo bhi usko pura karte jaa
Pyaar mera saath tere
Naam tu apna karte jaa

Aankhon me aansu le
Maa ne hasna sikhaya
Chup chup ke roti rahi mujhe na bataya
Zalimo se ladna kaise mujhe ye sikhaya
Apne saare dard maa ne mujhse chupaya
Maaf karna maa tujhe bahot tha sataya
Pir bhi tune mujh par koi gussa na dikhaya
Nadani me maa tujhse kya kya na karaya
Par tune sab kuch has kar tha nibhaya

Yaad hai mujhe mere bachpan ki
Maa kehti thi beta karle khud pe yakeen
Jo muskil hai kaam ho jayenge mumkeen
Aanewali life ho jayegi behtareen
Saare sapne bete ter ho jayenge pure
Maa ka tujhse vaada hai rahenge na adhure
Baato me na aana unke honge jo chhichhore
Khud me na aane dena koi bhi kami
Beta dekh na paungi tere aankhon me nami

Raaton ko kabhi na bhookha sone diya
Khud rahi bhookhi mujhe khane diya
Aanchal me rakhi dhup na lagne diya
Girta dekh mujhko maa ne uthne diya
Kya main batao maa ne kya kya kiya
Chot lagi mujhko dard maa ko hua
Maa ke darr de kisi ne na mujhko chua
Darta nahi kisi se saath maa ki hai dua
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Saari baatein soch ke main rone laga
Maa ne sir pe haath firaya sone laga
Apne woh saare dukh khone laga
Main andar hi andar se khilne laga
Khwaabo me sab tha milne laga
Jab main bure waqt me girne laga
Maa ki ummeed bankar uthne laga
Maa ko dekh kaam karte khalne laga
Aansu samandar sa behne laga
Sapno sa sab kuch tha lagne laga


Din hai ya raat hai
Maa ka sir pe haath hai
Unka pyaar saath hai
Jab main chota baccha tha
Akkal ka kaccha tha
Padne nahi jata tha
Maa ke pass rehta tha
Maa ne boli padhne ja
Kaam aisa karte jaa
Logo ne jo zakham diya usko pura bharte jaa
Sapne tune jo bhi usko pura karte jaa
Pyaar mera saath tere
Naam tu apna karte jaa

Aankhon me aansu le
Maa ne hasna sikhaya
Chup chup ke roti rahi mujhe na bataya
Zalimo se ladna kaise mujhe ye sikhaya
Apne saare dard maa ne mujhse chupaya
Maaf karna maa tujhe bahot tha sataya
Pir bhi tune mujh par koi gussa na dikhaya
Nadani me maa tujhse kya kya na karaya
Par tune sab kuch has kar tha nibhaya

Yaad hai mujhe mere bachpan ki
Maa kehti thi beta karle khud pe yakeen
Jo muskil hai kaam ho jayenge mumkeen
Aanewali life ho jayegi behtareen
Saare sapne bete ter ho jayenge pure
Maa ka tujhse vaada hai rahenge na adhure
Baato me na aana unke honge jo chhichhore
Khud me na aane dena koi bhi kami
Beta dekh na paungi tere aankhon me nami

Raaton ko kabhi na bhookha sone diya
Khud rahi bhookhi mujhe khane diya
Aanchal me rakhi dhup na lagne diya
Girta dekh mujhko maa ne uthne diya
Kya main batao maa ne kya kya kiya
Chot lagi mujhko dard maa ko hua
Maa ke darr de kisi ne na mujhko chua
Darta nahi kisi se saath maa ki hai dua
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Mahfooz Khan
Copyright: Lyrics © NOVECORE LICENSING (USA) LLC

Back to: Aftab Khan



Aftab Khan - Maa Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: Aftab Khan
Language: English
Length: 3:12
Written by: Mahfooz Khan

Tags:
No tags yet