Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi toh sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi toh sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi toh sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Batane ka
Zarya yehi tha
Khud sehi baatein
Jo Karne laga un
Baatoon ko ab main
Samajhne laga tha
Kaisa nasha hai jo
Chane laga
Nasha zindagi ka jo
Aane laga tha
Dikhana yehi
Batana yehi tha
Nishaana ab mujhko
Lagana yehi tha
Chalega Akele
Samjhne lagega
Girke... uthega
Phir Aage badega
Yakeen jab karega
Tabhi to dikhega
Tu kuch banega
Ya kuch na banega
Sabki sunega toh
Kuch na banega
Sunega jo khudki
Kuch toh banega
Andheere main tujhko
Daar toh legega
Par Daar ke aage hi
Savera milega
Iss uljhan... se tu
Nikal kya sakega
Waqt aane pe ye
Pata hi chalega
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi toh sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi toh sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi toh sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi toh sahi tha
Zamane ke peeche
Kab tak chalega
Zamane ke aage
Badna padega
Chilana nahi tha
Dikhana nahi tha
Kya Dard ko khudmain
Chupana sahi tha
Galat ya sahi tha
Pata ye nahi tha
Pata bhi chala toh
Farak kya padega
Aankhoon main aansoon
Dikhana nahi tha
Per aansooon ko
Chupana nahi tha
Rukna nahi tha
Kya rukna sahi tha
Ruk kar ab mujhko
Mudna nahi tha
Waqt aane ka toh
Sabar hi nahi tha
Waqt aane pe toh
Samay hi nahi tha
Aandhi ke aage
Kya rukna sahi tha
Jhukna sahi tha
Ya badna sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi to sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi to sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi to sahi tha
Akela nahi tha
Akela nahi tha
Nahi tha nahi tha
Yehi to sahi tha