Back to Top

Hotfix - Gutter Rich (feat. RockBeat) Lyrics

Hotfix - Gutter Rich (feat. RockBeat) Lyrics

Khokla samaaj iske dogale yeh log kaise
Rosh ki yeh aag leke, dusre ko dosh dete
Dab gayi insaaniyat,khudgarjii ka bojh leke
Gum gayi hai nekdili, aao isko khoj lete

Agar bolne se, hota toh mai bol deta
Madat ke darwaaje, sab ke liye khol deta
Thoda soch le ha, ameer gareeb farak kyu hai?
Paise wale khushh yaha fati jeb ko narak kyu hai?

Thoda alag hu mai, samazu seedhi baat na
Paiso ke liye yeh kaise beche apni aatma
De paye koi maat na, joh khudd se hai ladhai
Agar jal gaya samay,toh hoti uski beta raakh na

Deta koi saath na, jo paise na ho jeb mai
Ghar mai na anaaj aur karjdaar gate pai
Sochta hu late ke, joh paisa hota ret yeh
Kya khubsurat hoti duniya bina kisi hate ke

Har roz karein hum toh dekho hustle hi
Teri soch gandi dekho humne masal di
Mere kaam main tu dena koi dakhal nahi
Warna baat hoge seedhe seedhe katal ki... (katal ki)

Main khojata khuda ko mujhko duniya dekh raas na
Range haath khoon se wo jode karte prathna
Yeh darte rab hai tujhse, karte paiso ki yeh saadhna
Kyu juth hai bari... sach kisika maaf na

Kyu khatma na papiyo ka karta tu khuda
Teri fasle hai yeh kaatne se darta kyu khuda?
Shrava shaktishaali hoke chipke baitha hai bata
Teri galtiya pe pehra kis rehta hai khuda?

Matlabi duniya ka "matlab" hi sab hai
Matlabi duniya ka matlabi rab hai
Yeh matlabi rab ko matlabi duniya ke
Matlabi matlab se matlab hi kab hai

Rab tere hone pe mujhko ab shaq hai
Karta na kuch tujhko dikhta jo sab hai
Yeh aankhe umeedon se tanke ik tak hai
Na dikhta hai tu aur deta na fck hai

Na bharosa rakh khuda pe, thoda khud pe bojh le
Di aadi usne, hai kya ant tera tu hi soch le
Yeh kaal main jo chahe kal prakash tu hi laayega
Jo milta na khuda tujhe, tu khudmein tu khuda ko khoj le

Har roz karein hum toh dekho hustle hi
Teri soch gandi dekho humne masal di
Mere kaam main tu dena koi dakhal nahi
Warna baat hoge seedhe seedhe katal ki...

Sapne dekhu alag na hu paise ka mai laalchi
Ghar ko hai sambhala, jaanu kimat aate daal ki
Duniya mayajaal hi, dekhi maine haar bhi
Jeevan ka yeh rath mai krishna, saarathi

Baat jab insaan ki tab paise ka hai mol kya?
Saamne se mooh yeh phere duniya sach mai gol kya?
Zindagi parol kya? Joh kat rahi hai kishto mai
Paise bana apna, ab duriya hai rishto mai

Aaj paisa maane taqat, iske aage duniya jhukti
Keemat na paseene ko, chaka chaund dhoop ki
Gaadi na hai rukti, joh station hai gareebon ka
Na moholla shareefon ka, kasam maa ke doodh ki

Jeb mai na koudi par chala seena thok ke
Sir rakha ucha bina maya, matsar lobh ke,
Diya pura jhok ke, khudko uss garibi ki aag mai
Mai jwala jaise phoenix wapas paida hua raankh se

Har roz karein hum toh dekho hustle hi
Teri soch gandi dekho humne masal di
Mere kaam main tu dena koi dakhal nahi
Warna baat hoge seedhe seedhe katal ki...

Ab baaton main dunga khawhishe bata main
Badal deta duniya jo hota khuda main
Gum aur gunaaah ko hi deta mita main
Na farak hota jhulein aur jalti chitah main

Nafrat ki mehak nathi chalti fiza main
Jo deta chehro se mukhotein hata ke
Na bhookein sote thefir baache yaha pe
Main barsata khana ,sath barish yah a pe

Main hota khuda toh na hota dharam
Tu ameer gaareb, tera karam
Hoti dil teri daulat aur paisa bharam
Acche karmo se hoti fir jebein garam
Sabki soch pe karta main atikraman

Karta daya bharosa ka anukaran
Teri soch hi karti honton pe brhman
Teri boli hi kapti toh aaye sharam...

Ab dalu tumhe main toh aiese vichaar main
Juth hai khuda, na hota sansaar main
Nafrat ke badle jo dete pyaar hai
Khuda hi wo to manushyaa avtaar main

#Karnesehoga privartan samaaj main
Tujhmein bhi khuda jo dekhe tu kaanch main
Rakhhe tu takat wo jo badle halat yeh
Firta kyu rehta fir khuda taalashne...

Aakhri manzil, nafrat ka samsaan main
Pyaar hi baata maine har ik kaam se
Koshsih karte rehna mera mukaam hai
Yaad rakh hotfix tere bhai ka naam hai
Isliye kabhi kabhi lagta hai aapunich bhagwan hai

Har roz karein hum toh dekho hustle hi
Teri soch gandi dekho humne masal di
Mere kaam main tu dena koi dakhal nahi
Warna baat hoge seedhe seedhe katal ki...
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Harishsingh Thakur, Prayag Parab
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Hotfix

Hotfix - Gutter Rich (feat. RockBeat) Video
(Show video at the top of the page)

Tags:
No tags yet