Back to Top

Parinda Hoon (feat. Suraj Singh, Akash Das & Aman Sharma) Video (MV)






Lafz Band - Parinda Hoon (feat. Suraj Singh, Akash Das & Aman Sharma) Lyrics




Rab se ye guzarish hai
Yeh jo badhti si baarish hai
Ismein sang yaar mera ho
Itni ab khwahish hai
Main khud to bhig gaya
Teri yadon ke sawan mein
Bas ab deedar tera ho
Jali aisi loh man mein
Hai meri hasrat
Tujhe paloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
Tu dede ek nasihat
Main kya karloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
Lafzon mein jo ho na bayan
Aise alfaaz mile
Jinko sunkar rooh ko tere
Sukoon harbaar mile
Teri dua bankar main teri
Aisi aas banoon
Jisse tere zakhmi dil ko
Phir nayi saaz mile
Kar itni rehmat
Main kehta hoon
Haan main karta hoon zurrat
Main kafir hoon
Tu dede ek nasihat
Main kya karloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
Bas itni sipharish
Karta hoon main tujhe
Na kar itni numaish
Jalti meri ragein
Jab ashiqi ka koi wajood nahi
Phir kyu yeh mera dil
Teri aas mein rahe ee
Kyu itni zillat main sehta hoon
Hai bas chalne mein barqat
Musafir hoon
Tu dede ek nasihat
Main kya karloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Rab se ye guzarish hai
Yeh jo badhti si baarish hai
Ismein sang yaar mera ho
Itni ab khwahish hai
Main khud to bhig gaya
Teri yadon ke sawan mein
Bas ab deedar tera ho
Jali aisi loh man mein
Hai meri hasrat
Tujhe paloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
Tu dede ek nasihat
Main kya karloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
Lafzon mein jo ho na bayan
Aise alfaaz mile
Jinko sunkar rooh ko tere
Sukoon harbaar mile
Teri dua bankar main teri
Aisi aas banoon
Jisse tere zakhmi dil ko
Phir nayi saaz mile
Kar itni rehmat
Main kehta hoon
Haan main karta hoon zurrat
Main kafir hoon
Tu dede ek nasihat
Main kya karloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
Bas itni sipharish
Karta hoon main tujhe
Na kar itni numaish
Jalti meri ragein
Jab ashiqi ka koi wajood nahi
Phir kyu yeh mera dil
Teri aas mein rahe ee
Kyu itni zillat main sehta hoon
Hai bas chalne mein barqat
Musafir hoon
Tu dede ek nasihat
Main kya karloon
Na badle meri fitrat
Parinda hoon
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Suraj Singh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Lafz Band

Tags:
No tags yet