Chalo aa jao saare
Ab hum jo saare kathe ho gaye hai
Lenge hum cheen
Chin se leke is dharti ki seema tak
Ugti afeem
Dharti hai hai hamari maa
Isko kar denge hum saaf
Ban ja tuh bhi iska bhakt
Honge tere sau khoon maaf
Chalo chalo ab sab chalein
Maqsad jo hamare paas
Maze hamare isme hi hain
Ke hum dhunde kaun hai khaas
Dekhi na yeh duniya saari
Fir bhi karte ispe raaj
Na dekh palat ke peeche apne
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja
Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja
Ab jo darshan ho gaye hain tere
Yeh jeevan hai faad
Isme na koi shanka hai
Pahunchunga tere dwaar
Ab jo darshan ho gaye hain tere
Yeh jeevan hai faad
Isme na koi shanka hai
Pahunchunga tere dwaar
Ab jo darshan ho gaye hain tere
Yeh jeevan hai faad
Isme na koi shanka hai
Pahunchunga tere dwaar
Ab jo darshan ho gaye hain tere
Yeh jeevan hai faad
Isme na koi shanka hai
Pahunchunga tere dwaar
Chal ab haath utha ke karle upar
Ek hai daaye
Ek hai baaye
Ek hai
Ban gayi ab apni fauj
Karegi duniya pe mauj
Baap ka hai jo sar pe haath milega ma ko Insaaf
Ab kis baat se darna tujhko
Is jagat ke hum hain raja
Na dekh palat ke peeche apne
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Samay aa gaya kitna paas
Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja
Tu ja ja ja ja ja ja ja ja ja
Ab jo darshan ho gaye hain tere
Yeh jeevan hai faad
Isme na koi shanka hai
Pahunchunga tere dwaar
Ab jo darshan ho gaye hain tere
Yeh jeevan hai faad
Isme na koi shanka hai
Pahunchunga tere dwaar
Ab aa gaya hun main