Back to Top

Parth. - Arhm (Honsla) Lyrics



Parth. - Arhm (Honsla) Lyrics




Honsla
Honsla rakh, Honsla
Maa humesha kehti thi, Honsla rakh
Ab samjh mein aya

Honsla insaan ki takat
Kamiyabi hum sab ki chahat
1440minute din mein
Ek pal bhi na rahat
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main
Kya tum tak pohchi meri aahat?
Aa raha hu main, Aa raha hu

Hamesha raat hoti,Phir din se kese mulakaat hoti?
Badalte peher nahi, phir kya hi baat hoti?
Jhoot se sacch, nahi badalta
Gaddar se pyaar, nahi sambhalta
Jeet ki talash mein
Haar bhi mile agar
Dil se jeena use magar
Himmat walo ki pyaas
Barbaad na behti
Main sunn sakta hu
Main sunn sakta hu tumhe
Main chun sakta hu
Main bheed mein bhi
Chun sakta hu tumhe
Main dunga saath
Har-haal mein saath dunga tumhara
Apna bharosa karkar dekho
Kamzor na keh payega
Koi dobaro
Tum kaha se aye ho?
Phark nahi padata
Tum kya karte ho,wo pehchaan tumhari
Raston ke mod anjane
Musibaton ka ana jese bahana
Apni umeedo se badh jayo age
Phir ye duniya kahegi
Tum se naya zamana
Jese Hum, Hum
Kismat ke chalne ka intezar karte
Wese hi Kismat ko humare, chalkar ane ka
Intezar rehta
Sikka uchlega nahi, natija milta nahi
Binn pani koi bhi phool
Khilta nahi
Yu hi darr darr ke jeene se behtar
Main darr ko hi jaan se maar du
Burai-o ko araam du

Honsla insaan ki takat
Kamiyabi hum sab ki chahat
1440minute din mein
Ek pal bhi na rahat
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main
Kya tum tak pohchi meri aahat?
Aa raha hu main, Aa raha hu

Ek sire ko pakad
Dusare sire se jodhta
Honsla ek baar nahi kaie-Kaie baar hi tut ta
Maano baar-baar bikharne ka naseeb uska
Sona nikalta zameen se
Tarash kar,Giss kar, Nikharta pehen ne walo pe
Jo pooche tumse tumhari auqat
Dena jawab usse, purein shiddat ke saath
Ghata unka wo peechdi baatien kartein
Nafa unka jo unhe samjh jaatein
Muskurado unn pe
Tumhari socch se girr ke baat bolde
Jo ayega kal, uss sapne
Mein jeetein chal
Jo chala gaya bure kal mein pal,usse hasskar maaf kar
Ek zamana tha, Main likh nahi paata tha
Main rota tha, Maa
Aaj zamana aesa hai ki main likh kar bhi rota hu
Reham aye na aye darwaze
Karam ki awaaz sununga
Din jitne bhi milein mere hisse mein
Apne pure jasbaton se jiyunga
Jese 1234, Main ata rahunga baar baar
(Na nana na nana)
Jo bhi jaha bhi mushkil mein fasein hue awara
Har ek underdog ko awaaz
Aa raha hu main

Honsla insaan ki takat
Kamiyabi hum sab ki chahat
1440minute din mein
Ek pal bhi na rahat
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main
Kya tum tak pohchi meri aahat?
Aa raha hu main, Aa raha hu

Kuch durr nahi
Har cheez paas humarein
Bas dekhne ka nazariya chahiye, pyaareeee
Honsla mano phasla
Phasla mano honsla
Playsimple
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Honsla
Honsla rakh, Honsla
Maa humesha kehti thi, Honsla rakh
Ab samjh mein aya

Honsla insaan ki takat
Kamiyabi hum sab ki chahat
1440minute din mein
Ek pal bhi na rahat
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main
Kya tum tak pohchi meri aahat?
Aa raha hu main, Aa raha hu

Hamesha raat hoti,Phir din se kese mulakaat hoti?
Badalte peher nahi, phir kya hi baat hoti?
Jhoot se sacch, nahi badalta
Gaddar se pyaar, nahi sambhalta
Jeet ki talash mein
Haar bhi mile agar
Dil se jeena use magar
Himmat walo ki pyaas
Barbaad na behti
Main sunn sakta hu
Main sunn sakta hu tumhe
Main chun sakta hu
Main bheed mein bhi
Chun sakta hu tumhe
Main dunga saath
Har-haal mein saath dunga tumhara
Apna bharosa karkar dekho
Kamzor na keh payega
Koi dobaro
Tum kaha se aye ho?
Phark nahi padata
Tum kya karte ho,wo pehchaan tumhari
Raston ke mod anjane
Musibaton ka ana jese bahana
Apni umeedo se badh jayo age
Phir ye duniya kahegi
Tum se naya zamana
Jese Hum, Hum
Kismat ke chalne ka intezar karte
Wese hi Kismat ko humare, chalkar ane ka
Intezar rehta
Sikka uchlega nahi, natija milta nahi
Binn pani koi bhi phool
Khilta nahi
Yu hi darr darr ke jeene se behtar
Main darr ko hi jaan se maar du
Burai-o ko araam du

Honsla insaan ki takat
Kamiyabi hum sab ki chahat
1440minute din mein
Ek pal bhi na rahat
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main
Kya tum tak pohchi meri aahat?
Aa raha hu main, Aa raha hu

Ek sire ko pakad
Dusare sire se jodhta
Honsla ek baar nahi kaie-Kaie baar hi tut ta
Maano baar-baar bikharne ka naseeb uska
Sona nikalta zameen se
Tarash kar,Giss kar, Nikharta pehen ne walo pe
Jo pooche tumse tumhari auqat
Dena jawab usse, purein shiddat ke saath
Ghata unka wo peechdi baatien kartein
Nafa unka jo unhe samjh jaatein
Muskurado unn pe
Tumhari socch se girr ke baat bolde
Jo ayega kal, uss sapne
Mein jeetein chal
Jo chala gaya bure kal mein pal,usse hasskar maaf kar
Ek zamana tha, Main likh nahi paata tha
Main rota tha, Maa
Aaj zamana aesa hai ki main likh kar bhi rota hu
Reham aye na aye darwaze
Karam ki awaaz sununga
Din jitne bhi milein mere hisse mein
Apne pure jasbaton se jiyunga
Jese 1234, Main ata rahunga baar baar
(Na nana na nana)
Jo bhi jaha bhi mushkil mein fasein hue awara
Har ek underdog ko awaaz
Aa raha hu main

Honsla insaan ki takat
Kamiyabi hum sab ki chahat
1440minute din mein
Ek pal bhi na rahat
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main, Aa raha hu
Aa raha hu main
Kya tum tak pohchi meri aahat?
Aa raha hu main, Aa raha hu

Kuch durr nahi
Har cheez paas humarein
Bas dekhne ka nazariya chahiye, pyaareeee
Honsla mano phasla
Phasla mano honsla
Playsimple
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Parth.
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Parth.



Parth. - Arhm (Honsla) Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: Parth.
Length: 3:31
Written by: Parth.

Tags:
No tags yet