Back to Top

Parth. - AzaaDi. Lyrics

Parth. - AzaaDi. Lyrics

Jisne jese chahi
Wesi saza di
Jisne jese chaha
Wesi wafa ki
Kisko itna mila haq
Jo zindegi tabah ki?
Kese dhundoo?
Jo cheep gai wo meri azaadi

Hey
Jo main dekhu, wo likh du toh phir kya?
Jo main Sochu, wo keh du toh phir kya?
Kapade saste kyu pehne, Zabaan sacch na bolee
Tu ameer toh sab theek, Gareeb hue, bhedwhaab tumhe sehne
Khokala Mordern zamana kya kehne?
Mazaak banaya jata lacharo ka, unki Lachari par
Padhe likhein anpard-o-ko kon jazbaat? Dikhata-batata-samjhata
Azaadi mere desh mein, Bilkul kitabi, Bina paise, Zor bagher nakami
Doop ki aahat ho sard hawao ka pata nahi chalta ,Har cheez bikti par
Azaad panchiee nahi bikta
Pegaam mere atit ka, Anjaam mere naseeb ka
Azaadi pedaishi huq humara
Bandish na gawara na guzara
Bohot hua jis ki takat us ka shore
Mere desh ki abadi 130 Cr
Yeha ki satta hum se hai
Desh Banta, Bikharta, Bighardta hum se hai
Saccho se zada jhoote
Imaandar kuch kam se hai
Koi hakikat! Sapne se bada nahi
Jism wo kesa jo chahat mein jala nahi
Aakh band kartein hi mausam badal jata
Aakh kholete kuch aur nazar ata
Yeha jeena mushkil, Banda agar jeene ki thann le
Toh marna mushkil

Jisne jese chahi
Wesi saza di
Jisne jese chaha
Wesi wafa ki
Kisko itna mila haq
Jo zindegi tabah ki?
Kese dhundoo?
Jo cheep gai wo meri azaadi

70 saal desh ki azaadi ko
Tarakki kam har saal azaadi barbadi ki orr
Wo khoon karde rape karde, zamant miljati
Tareeko par case chalta-jhulta-uchalta
Unka intezaar Saboot hawa ho jaye, begunah kab tut ta
Dil dehel uthta hewaniyat ka ilaaj karna zarori unka
Gunhaah mere logo par hota, Afsos! Gareeb-o par breaking news nahi banta
Karwai rokne ka upar se roka ata, upar se
Thooo! Hum jeso ko insaaf yuhi nahi milta
Samaaj ke the-ke-daar jese cha-cha choudhari
Unki harkat aesi hasrat, Mere likhne ki lottery
Berozgari ke daur mein, Mera rap meri naukri
Likhtein samay apna haath nahi rokta
Kis ko kitna bura lagega ye bhi nahi sochta
Mera sakath! Peash ana unko chubhta
Kabhi halke mein nai samjhota
Rasta na mile, Chalna mat rokh
Kisi utaar chadaw mein, Zada mat soch
Itihaas main nahi, guzara hua waqt kehlayega
Azaadi us ke, jo iss ke peeche lagjayega
Jo maanga kabhi mila nai, Jo mila kabhi wo fala nai
Kon hu main nai tha pata, Udhte pancchi ko dekhkar sabak, hua mujhe azaadi ka nasha
Pehle na himmat thi aesi, Bina jaddo jehed azaadi kesi
Akhbaro ki taza surkhiya (Mob lynching, love jihad
Hinduphobie) Kitabo mein sone ki chidiya
Hey Bhagwaan (Pata nahi mere desh ko kya hi ho gaya)
Aaj khiladi bohot maidaan mein, Main azaad emcee
Jo hua na hua, bilkul theek
Zabardast tarike se zabardasti karta rahu haar ko Jeet mein tabdeel
Apne logo ke liye azaadi wala wakeel
Azaadi ki talaash mein
Bohot jaan-e kurbaan hue
Pehel angreezo par
Aaj system se chipke rangreezo par
Meri Azaadi ki ladie ka maksad
Aaj ke Hindustan mein
Humare Hindustan mein
Bekhauff saas lena, jeena
Netaji Shubhash Chandra Bose, Shaheed Bhagat Singh jese, Bilkul azaad

Jisne jese chahi
Wesi saza di
Jisne jese chaha
Wesi wafa ki
Kisko itna mila haq
Jo zindegi tabah ki?
Kese dhundoo?
Jo cheep gai wo meri azaadi

Sazadi -Azaadi
Azaadi -Sazadi
Azaadi -Azaadi
Azaad (eeee)
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Parth.
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Parth.

Parth. - AzaaDi. Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Parth.
Length: 4:04
Written by: Parth.

Tags:
No tags yet