Suna hai log tujhe aankh bhar kar dekhte hain
Thehar kar dekhte hain
Tu Bole to baaton se phool jharte hain
Aa Baatein kartein hain
Raat tujhe chand takta rehta hai
Sitaare dekhte hain
Asar jo kiya yeh teri aankhon ne
Nain yeh tere jub dikhe
Lagne laga jaise
Andhe ko dikhi raahen
Jahan tu le chale
Jub se laga galay
Lagne laga jaise
Tu hur adhoori khwaahish
Sunle jo dil kahe
Ke Tere bin
Main kaise jiya
Itne yeh din
O kaise piya
Suna tu choo le to waqt thehar jaata hai
Hunar sub dekhte hain
Kiya jo hashr yeh teri aankhon ne
Nain yeh tere jub dikhe
Lagne laga jaise
Andhe ko dikhi raahen
Jahan tu le chale
Chan ab mile na mile
Jalta to sub jalay
Ab manzilein bulaayein
Sun le jo dil kahe
Ke teri
Tareef hee kya karoon
Ke tere
Sitaron se maangloon
Ke tere
Par dil yeh naadaan hai
Nai jeeta hai
Ab tere bina yeh
Ke tere bin
Main kaise jiya
Itne yeh din
O kaise piya
O piya
(shamas-kaari shamas-kaari)