Chhod k mat jaao
Ekli re banjara re
Banjara re
Haan
Door des ra re maamla
Ab jaago pyara o
Ginta tere shor hun
Hun vahi ya or
Tere sage tere ger kyun
Me to fir bhi chor hoon
Kam ho sakenge faasle
Ye kisse tere maamle
Bheetar jhaank le
Tere teen terah
Fazar me dekhun chehra ye gazal sa tera
Jaane kyun
Ye milne par bahane kyun
Mere hone se hataash kyun
Ye maut pe batashe kyun
Jaana too asal
Tere peeche lagta kaash kyun
Hoor ki pari vo lawda mujhko bhaav deti
Hai kahan vo lady jo mujhko maan leti
Meri guftgu me apne kaan deti daant deti
Thoda mujhko jaan leti
Thodi weed chhaan deti
Aate honge dost mene call kar rakhe hain
Soofi hai mahaul teen roll kar rakhe hain
Dimag mera renge teen bong kar rakhe hain
Kise karun pass circle kaise chal rakhe hain
Bhai thoda gol karde roach
Zara soch too mahaul
Uski aankhon me kasol vahan score karoon roz
Khil k lagti vo malana
Uska gaanv padta tosh
Badi zaalim jaan soz dhoke tol kar de roz
Me kya karun
Me kya karun
Chhod k mat jaao
Ekli re banjara re
Banjara re
Haan
Door des ra re maamla
Ab jaago pyara o
Kuch farz mere
Jitni fikr utne tarz
Khudgarz me
Dokar ko rokad deke londa rehta karz mein
Farzi tere sage inko gaali de kya harz
Har baat par ik ghar ki sar dard le too mard hai
Sar pe tere bojh
Mujhe teen kaam roz teen sagon se hai teen baat
Sota kaise kiya coke teen raat
Teen faraq likhun tere mere roz
Ghar ka bhi hisaab thoda jod kar k soch
Zara soch
Agar khabar me na to kabar me too
Likhai maange manzil sihaai ko safar bhi doon
Kalam meri teer na hai arjun ka me karan hun
Ram ki sihaai na utna bete sajjan hun
Par kya fayda
Maa ka na saga gulaam too lugaai ka
Kya karun is raai si kamaai ka
Karun sapne poore ya fees bharun bhai ka
Aata jyka aisi zindagi me
Hai ooncha udna mujhse mera bhai kehta
Ik hasta saath dooja hai jannat me rehta
Zinda hota vo bhi fir palkon par rehta
Chahta mujhko
Mujhko vo satasi kehta
Mujhko vo satasi kehta
Chhod k mat jaao
Ekli re banjara re
Banjara re
Haan
Door des ra re maamla
Ab jaago pyara o