Raadha raadha kaanha kaanha
O Raadh raadha kaanha kaanha
Pukaru mai galiyon mein
Din raat hai
Is Duniya se kya mai Maangu
Dene wala toh khud hi mere saath hai
Aapke hain shree charan
Shreee charano mein baithe hum
Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai
Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai
Ke mann mein chub rahe kaante
Zamaane bhar ke taano ke
Rulate hain mujhe wo sab
Jo saathi the zamano ke
Jo saathi the zamaano ke
Ye aansu ponchne raadhe
Ye aansu ponchne raadhe
Tumhe ab khud hi aana hai
Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai
Mehal ho jaayenge khandar
Ye tan ho jaayenge jarjar
Jalayenge wahi ek din
Ke tujhko naaz tha jin par
Ke tujhko naaz tha jin par
Ki raadha naam dhan lekar
Ki raadha naam dhan lekar
Bhanwar se paar jaana hai
Naye naate hain is jag se
Tera naata purana hai
Ye duniya chor kar mujhko
Tere charno mein aana hai