Back to Top

Three Quarters - Jhoothi Moothi Aazaadi Lyrics

Three Quarters - Jhoothi Moothi Aazaadi Lyrics

Chhoti-chhoti maangon se badh ke
Meri aankhein chhoti-chhoti
Neendon pe aa ke rukne lagi
Jis ghar ke zimme the kabhi hum
Aaj uski zimmedaari
Hum pe hi aa ke rukne lagi

Gumshudaa, Gumshudaa
Wo bachpan kahaan
Abhi tha palkon ke aage, ab fisal gaya hai
Logon se bhara, mehfooz sa
Jo rukne ka tha lamhaa ab nikal gaya hai

Meri bewajah hai wajah jaagi
Jhoothi Moothi Aazaadi
Sun paaun na kyun main dil ka shor, dil ka shor
Toota sa, tanhaa sa raahi
Kismat meri ilaahi
Le aaye ajnabi mujh ko mod, mujh ko mod

Bewajah, Bewajah, Bewajah, Bewajah
Bewajah, Bewajah, Bewajah, Bewajah
Bewajah, Bewajah, Bewajah, Bewajah
Bewajah, Bewajah

Ab yaad nahi banna chaaha kya
Jab sapne dekhna kiya shuru
Jo haath mein aaya usko apna maan liya
Ab reh jayega ye mera wajood

Kuchh hi lamhe pehle wo pal beeta
Shauk nawaabi hum sawaali the
Ab na koi kami, jebein bhi hain bhari
Par mann ki karne ko fursat nahi

Kehne ko bas rehti hai jaari, rukhsat ho jaaye yaari
Jo niklein waapas ghar ki taraf
Phir barson baad milein nam aankhein, meethi-khatti si yaadein
Lab se nikle na koi haraf

Hai makaam, hai makaam, naya sa makaam
Kuchh der lagega anjaana, phir dhal gaya hai
Daastaan-daastaan, jeevan ki yahaan
Kuchh zyaada milna hai to kuchh kam reh gaya hai
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Ayanava Roy, Kashish Verma, Mayank Oraon, Nikhil Priyadarsh, Saurav Kumar
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Three Quarters - Jhoothi Moothi Aazaadi Video
(Show video at the top of the page)

Tags:
No tags yet