O jaana jaana
O jaana jaana
Tere me mere me uljhe savero me dard hai na
Aankho k ghero me
Raatein andhero me ghum hai na
Tune kabhi mujhe jana nahi
Jana o jana pehchana nahi
Jismo me jo dard bharte rahe
Kho gaye deke bahana kahi
O jaana jaana
O jaana jaana
Tere me mere me uljhe savero me dard hai na
Aankho k ghero me
Raatein andhero me ghum hai na
Lauta de mere wo sapne sabhi
Dekhe the maine jo pagalo si
Aankhon se bankar ye aansu bahe
In aansuon ko tu chhu le kabhi
O jaana jaana
O jaana jaana
Tere me mere me uljhe savero me dard hai na
Aankho k ghero me
Raatein andhero me ghum hai na
Pardo si hai meri ye zindagi
Piche chhipa jaise apna koi
Sach hai ya sapna ye samjha nahi
Kaisi ajeeb si jadugari
Zinda hoo mai lekin khush toh nahi
Daulat aur shauhrat ki lalach nahi
Marna b chahu ijaazat nahi
Kuch toh reham kar tu aey zindagi
Tere me mere me uljhe savero me dard hai na
Aankho k ghero me
Raatein andhero me ghum hai na