Back to Top

Aftab Khan - Darinda Lyrics

Aftab Khan - Darinda Lyrics

Main ek Darinda hu
Pinjade me mat rakh
Tod kar ud jaunga
Main ek parinda hu
Ab tak soya tha
Lekin aaj jaga hu
Raat ke andhere me
Jungle se bhaga hu
Khoon ka pyasa hu
Raste me jo bhi aayega
Pakka hai mujhse wo khayega
Jyada mat bajna thujko main jhaad dunga
Zameen ke andar tak gaad dunga
Bhookha hu sabko chun chun ke khaunga
Ab tak bas chingari tha
Lekin ab aag lagaunga
Suni rahoon me akela nahi milna utha le jaunga jhat se
Panga nahi lena mujhse
Main ek darinda hu
Tujhe kha launga fat se

Jitne log jalte hai niklo be chalne wale Bandar
Khali appan yaha sikandar
Ab tak paani ka bund hu
Par mujh me bahot hai hunger
Mehnat karte karte ek din appan bhi ban jayega bada samandar
Phir mujhe kuch farak nahi padega
Jalte rehna tum andar hi andar
Mujhe nahi rok paoge
Main nahi kisi ke under
Aadein nahi aana varna jala dega tujh ko mera ye krodh ka thunder
Chota mat samajhna main hoon aandhiyon ka bahot bada bawandar

Bas kar mere bare me sochna kam kar
Galat nahi hu main galat bolna tu band kar
Jaise main gaa raha hu gaate rahunga na tu mujhse jalan kar
Aage main badh raha hu badhta rahunga chal bantai ye sab khatam kar
Bak bak kar ke mere bare me jhooti afwahe failana band kar
Chal chote bahot hua ab kuch acche karam kar
Bol bol kar kitna sadega chal khud pe rahem kar
Bahot hua bete ab tu bajna kam kar

Haar nahi maunga jab tak main zinda hu
Wicket teri keh ke lunga bowling me malinga hu
Dikhne me sweet aur simple sa banda hu
Apne pe aati hai toh kisi ki na sunta hu
Koi ungli kiya uske gale ka fanda hu
Rapping ke maamle me pagal sa banda hu
Dikhta hai sab kuch nahi main andha hu
Sun na mere bhai kyu hai tujhe ghayi
Sabar kar abhi meri hai dhayi
Machandey tabahi
Tabhi toh hogi meri wah waahi

Shuru kiya hu khatam karunga
Mari zid hai main rap karunga
Koi bhi aande main nahi darunga
Aakhri dam tak main hi ladunga
Jeet ki manzil haasil karunga
Naam main apna ucha karunga
Main kya karu mari kya galti
Mujhe dekh kar tumhari kyu jalti
Jalte huye doob jayegi tumhari kashti
Appan khada yaha full on masti
Aise logo se meri nahi banti
Kaam nahi karte nikalte hai galti
Saamne dikhawa karein piche maare kalti

Aankhien meri jaise cheel
Body meri jaise steel
Mujh me nahi hai koi feel
Saamne nahi aana tujhe kar dunga kill
Bak bak mat kar aake dekh mujh me kitna hai skill
Tabhi toh hu main itna kaabil
Isliye saare mere dost shaamil
Saath baithe unke karta hu chill
Bahot hua ab sirf karunga drill
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Fazal Khan
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Aftab Khan

Aftab Khan - Darinda Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Aftab Khan
Language: English
Length: 2:59
Written by: Fazal Khan

Tags:
No tags yet