Back to Top

Alien - Kala Lyrics

theme

Alien - Kala Lyrics
Official




Kala saya sirpe
Mandra raha hai kabse
Me Rehta baitha gharpe
Shaitano se Me ladke
Ye bhari rehti sadke
Par lagta hu akele
Dhoor jo paas kal the
Sab lagte badle badle
Me puchu khudse bas ye
Kyu rehta hu bebas me
Ek pal me lagta rone
Ek pal me lagta hasne
Aankho se aasu girte
Andar aawaze cheekhei
Ye bole kuch na theek hai
Ye sab jo gaane likhe
Na dekhu me lakire
Na banda me lucky re
Par banna hi ameer hai
Na marna hai garib bey
Me puchu khudse pk
Kamaega kab sangeet se
Time aega kab rangeen ye
Na fayda kuch naseeb se
Umeed ki dikhti kirne
Jab laga me tha girne
Sambhala music ne
Bachaya khudkhushi se
Aankhe kholi mene
To laga mazil dikhne
Manzil ke hu karib me
Me nahi vala bikne
Yaad rakhunga din ye
Hai jo sab yaade beete
To likhta deta me geet me
Leta me kam neende
Kaam karta me weeknd pe
Dost hai 4 ginke
Vo bhi lage bhikarne
Par mene bola khudse
Karna sab khudke balpe
Karna hai khudke kharche
Lana hai mudde gharpe
Na baithu chupke darke
Mere bhi honge charche
Pochu me shikar pe
Ma ko rehti hai thodi bhot Fikar
Na karti vo zikar
Par tera beta rehta needar
Na beta me weaker
Me baitha befikar
Me leader ye geedad
Me nikla hu keechad se
Tum sale liquor ko
Pikarke karte jo
Baato ho leechad
Tum sab sale deemak
Tum rahoge bheetar
Ha Kaali ye niyat
Na dekhu me niyam
Me badata keemat
Jab bajta me speaker pe
Lagta ma peacher
Haan tera me teacher
Na suna mene kabhi nahi kisiki Bhi
Baate sare kare yeto ghisi piti
Shuru ko kiya mene jab likhne To
Dene lage mujhe log tipni
Ma boli tujhme or unme hai Farak
Badte aage
Darko hatake
Ladte ja aage
Farze nibhake
Nahi karta me
Kharche dabake
Gharse chupake
Kyu ki mere sapne jaga pe
Kala saya sirpe
Mandra raha hai kabse
Me Rehta baitha gharpe
Shaitano se Me ladke
Ye bhari rehti sadke
Par lagta hu akele
Dhoor jo paas kal the
Sab lagte badle badle
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


English

Kala saya sirpe
Mandra raha hai kabse
Me Rehta baitha gharpe
Shaitano se Me ladke
Ye bhari rehti sadke
Par lagta hu akele
Dhoor jo paas kal the
Sab lagte badle badle
Me puchu khudse bas ye
Kyu rehta hu bebas me
Ek pal me lagta rone
Ek pal me lagta hasne
Aankho se aasu girte
Andar aawaze cheekhei
Ye bole kuch na theek hai
Ye sab jo gaane likhe
Na dekhu me lakire
Na banda me lucky re
Par banna hi ameer hai
Na marna hai garib bey
Me puchu khudse pk
Kamaega kab sangeet se
Time aega kab rangeen ye
Na fayda kuch naseeb se
Umeed ki dikhti kirne
Jab laga me tha girne
Sambhala music ne
Bachaya khudkhushi se
Aankhe kholi mene
To laga mazil dikhne
Manzil ke hu karib me
Me nahi vala bikne
Yaad rakhunga din ye
Hai jo sab yaade beete
To likhta deta me geet me
Leta me kam neende
Kaam karta me weeknd pe
Dost hai 4 ginke
Vo bhi lage bhikarne
Par mene bola khudse
Karna sab khudke balpe
Karna hai khudke kharche
Lana hai mudde gharpe
Na baithu chupke darke
Mere bhi honge charche
Pochu me shikar pe
Ma ko rehti hai thodi bhot Fikar
Na karti vo zikar
Par tera beta rehta needar
Na beta me weaker
Me baitha befikar
Me leader ye geedad
Me nikla hu keechad se
Tum sale liquor ko
Pikarke karte jo
Baato ho leechad
Tum sab sale deemak
Tum rahoge bheetar
Ha Kaali ye niyat
Na dekhu me niyam
Me badata keemat
Jab bajta me speaker pe
Lagta ma peacher
Haan tera me teacher
Na suna mene kabhi nahi kisiki Bhi
Baate sare kare yeto ghisi piti
Shuru ko kiya mene jab likhne To
Dene lage mujhe log tipni
Ma boli tujhme or unme hai Farak
Badte aage
Darko hatake
Ladte ja aage
Farze nibhake
Nahi karta me
Kharche dabake
Gharse chupake
Kyu ki mere sapne jaga pe
Kala saya sirpe
Mandra raha hai kabse
Me Rehta baitha gharpe
Shaitano se Me ladke
Ye bhari rehti sadke
Par lagta hu akele
Dhoor jo paas kal the
Sab lagte badle badle
[ Correct these Lyrics ]
Writer: aman dube
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid
LyricFind

Back to: Alien



Alien Kala Video


Performed By: Alien
Language: English
Length: 2:58
Written by: aman dube

Tags:
No tags yet