[ Featuring MOHNARCH ]
Naya safar mera ummido ke sath mai
Naya safar mera har rishto ke khas mai
Naya safar mera. Sapne intazaar mai
Naya safar mera . karta hip-hop mai
Naya safar mera . karta hip-hop mai
Dekhti hai nazre kitni kitni door se
Pata chala hai mujhe kiski kiski oor se
Kaam karte Naa bharosa kisi zhol pe
Jaan dete jab baat aati hai asul pe
Drishty kon drshy dekhte ham gor se
Kuch nahi log hai nirbhar apne dhong pe
Katne se jiyda to pakadte hai patang be
Khada rahuga Naa darunga is Jang mai
Karm rakhte saaf bakio ka sarvanasha
Apne andar jhak buraiyo Ka karvinash
Karke nahi leta shbdo ka to satyanash
Fark nahi padta mujhe karta reh tu nagnanach
Band karde bak bak sun chote tu meri baat
Koi nahi tu leke chalta sirf logo ka dharm jaat
Lagi hai baaji haruga fir bhi mai duga maat
Sada aabad rahe mere yaar mere sath
Insaniyat Mari padi jese mere samne
Bachpan se raha soya chotese makan mai
Mako to choda nahi wo basti mere jaan mai
Barkarar izzat apni bolte nahi baiman mai
Respect karna diss bhi dena apne hath Mai
Dikh raha ak shakal hai nakli ye awam mai
Paisa Paisa mai nahi karta ghusa le apne gand mai
Usko kisko fark nahi dikhta soch gai teri bhad mai
Naya safar mera ummido ke sath mai
Naya safar mera har risto ke khas mai
Naya safar mera. Sapne intazar mai
Naya safar mera . karta hip-hop mai
Naya safar mera . karta hip-hop mai
Sapne de rahe hai darvazo pe dastak
Chup nahi bethuga tu to samjega na tabtak
Kabtak mai chup rahega ghumrela hai mastak
Akela hai seen nhi chalbe thoda khasak
Chipke le hai kide tere ass pass tu jhatak
Mudde ki to baat nahi tu fame k liye bhatak
Gully apni hard yaha khaddo mai hai sadak
Bhadak te hai naa bhadke to rehte beta kadak
Gal galat se chalte hai duniya ke saray risto pe
Bin bulaye rehte hai kya thuku inke chehero pe
Apne hai jhute nikle hai kya bharosa gairo pe
Q jhute man ko paal ke rakhta uthja lala sapno se
Hath jhatak ke baat palat ta hai ye sale apno se
Tu Chillata rehega to fir Khun niklega kano se
Inka sale laga hai gaano ka baniyo ke hai dukano mai
Sab safar mai milta rehnga dhiyan de apne gaano mai
Andheri raato mai mujhe dikha naya ujala
Chhaat se pani tapke wese din mene gujara
Shana bacha nikla kabhi na banega bichara
Mera wo dost kaisa apne aap ko hai dikhara
Abhi bhi wish karta mai jab dekhta hu tut ta tara
Khush rehta zindagi mai ache din mene gujara
Khudse tha khafa to apne aap ko hai sudhara
Lamba safar mera milega mujhe kinara
Naya safar mera ummido ke sath mai
Naya safar mera har risto ke khas mai
Naya safar mera. Sapne intazaar mai
Naya safar mera . karta hip hop mai
Naya safar mera . karta hip-hop mai