Koi amir ghar se hai koi garib ghar se hai
Koi kuch na rehne k baad bhi sukhi hai
Koi sabh kuch rehne k baad bhi dukhi hai
Meko lagta hai, khushi apne aap me dhundo khushi har ek pal me dhundo, haa lekin paisa bhi jaruri hai, jarurate poore karne k lia, aur aaj k samay me zada tar chize paiso se hi milti hai
HAI NA
Iss aajeeb jivan se abh to mai thak chuka hu
Har roj vahi zindagi se pakk chuka hu
Isse acha hai ki lagta ki mai mar jaww
Par saala khudkhushi karta vo to ek kayar hai
Ye baat sangeet pe bolne vala mai shayar hai
Adjutment karneko khada na edhar mai lawyer hai
Khoon me mere petrol chingari du toh Fire hai
Hai Ghosla chota par hawsla toh mera higher hai
Shaitan mere sath me , lagta kismat uske hath me
Andhera meri jaat me Ansu ankhonme raat me
Sacchai meri baat me Gaane likhta jazbaat me
Rishte b sath fir-kyu Tanha hu apne aap me
Pyar ki ummeed chod Dil na dekhne vaale andho se
Yaar ki ummeed chod Dost bana jo tere dhando me
Bhaar milta ehsaan se Jabh milta apne bando se
Pyar milta insan ko soo jaate jabh vo kandho pe
Koi maksad dhundle jeene ka
Koi maksad dhundle jeene ka
Jo takat hai tujme vo na bhulne ka
Koi maksad dhundle chote jeene ka
Iss aajeeb jivan se abh to mai thak chuka hu
Har roj vahi zindagi se pakk chuka hu
Isse acha hai ki lagta ki mai mar jaww
Par saala khudkhushi karta vo to ek kayar hai
Ye baat sangeet pe bolne vala mai shayar hai
Adjutment karneko khada na edhar mai lawyer hai
Khoon me mere petrol chingari du toh Fire hai
Hai Ghosla chota par hawsla toh mera higher hai
Maa bhagwan k samne rokar hath jodi
Boli Rehem kar humpe zarasi abh toh Thodi
Maa rote rote muje ek baat boli
Ghar pe tuje hi lana hai abh paiso ki jholi
Mehnat Karra hu maa karunga sapne pure
Sawgandh un ansu o ki jo tune gamm me chode
Tere har sacrifices to kabhi lawta na paungaa
Kasam hai meri Tuje rone ki nawbat na launga
Koi maksad dhundle jeene ka
Koi maksad dhundle jeene ka
Jo takat hai tujme vo na bhulne ka
Koi maksad dhundle chote jeene ka
Mai aise jii hi nahi sakta
Lagra jaise 4×4 k diwaro me dabb gaya hu
Damm ghutra mera
Mai aisa hu hi nahi
Paida hua kuch leke nahi aaya
Marte samay kuch leke nahi jaunga
Par jabh tak jira shan se rehna hai
Sapne poore karke aaram se rehna hai
Yehi swarg aur yehi nark hai
Bhagwan ne Koi maksad k lia bheja apneko
Uska bharosa nahi todna
Bas Vishwas kayam rakhne ka
Maut b darwaze pe kyu na aajaye
Arre hattttt
Sapno ko hasil karne tak ka mahulat mang lena