Dono ke dimaag aise ulte kaamo mein hi zyada chalte kyu hai
Teri baatein ye bataye ki ye mujhse jalte kyu hai
Bhaari dikkat itni tabse mere sar pe kyu hai
Yaha aake seedha mujhse bolo sabke muh hai
Hoke toh dekho kabhi meri jaana
Mujhse tumhe chura lega zamana kehti
Inn sab chakro mein abhi mujhe nahi aana
Ye toh bas ab bahana hai tumhara
Tumhara
Tumhara
Tumhara, bas bahana hai tumhara
Meri jaan
Khud se jo baatein, karne lagi ho
Unn baaton ka hissa mujhe bhi banana
Bas mein nahi hai, aasan nahi hai
Ye jo raastein hai inhe bhulana
Kyuki raatbhar
Tu idhar
Ho naa toh kya mazaa
Tu meri baat par
Dhyaan kar
Rakhu tujhe sadaa
Tu mile mujhe aise samay
Jaha koi mila naa
Magar raha asar tere kiye nasha ka
Ye bata, bata
Mai aisa kya tha jo naa ho sakaa
Teri parwah itni nahi thi mujhe
Fir bhi mai kyu karne lagaa
Kya pata, dil ko kya hi hai pata
Jo chah ke bhi naa keh sakaa
Aao naa oh meri jaane jahaan
Ab yu toh mujhe naa tadpaa
Aao naa
Aao naa
Khud se jo baatein, karne lagi ho
Unn baaton ka hissa mujhe bhi banana
Bas mein nahi hai, aasan nahi hai
Ye jo raastein hai inhe bhulana
Kyuki raatbhar
Tu idhar
Ho naa toh kya mazaa
Tu meri baat par
Dhyaan kar
Rakhu tujhe sadaa
Tu mile mujhe aise samay
Jaha koi mila naa
Magar raha asar tere kiye nasha ka