Sajana ji vaari, ho gaye hum bhikhari
Jaan lut saari
Papa ki thi woh pyaari, maa ki bhi dulari
Pad gayi woh bechari
Kisi ne kaha hai, pyaar main dhokha hai, sach hai woh yahan bhi hua hai
Saath main jeene ke, saath main marne ke, sapne wo ab nahi dhuaa hai
Kya yaad hai us raat ki baat, chaar ghante pyaar me baad, soye leke haathon main the haath
Fir tune bola itna hi tha saath, mera pair fisla aur ho gaya paap, galti na meri, rab ka ye tha kaam
Ab mai jaanu na mai kya karu
Ab mai jaanu na mai kya karu
Ab mai jaanu na mai kya karu
Ab mai jaanu na mai kya karu
Toota na bas dil mera par mai bhi toot gaya
Sajana ji vaari ghar daar chhoot gaya
Chaar saal ki ye kahaani yaad karke
Bas ek dukh ke tujhe naa hai parva
Kisi ne kahaa hain, pyaar andha hota hai, sach hain woh yahaan bhi huaa hai
Khwaab jo dekhe the, saath main jeene ke, sapne woh ab nahin dhua hai