Shantit kranti
Ek zindagi keemat hai mere iss kaam ki
Lagana daam nahi
Tali aur paiso ka kida gulam nahi
Wo hai gulam
Jinki roshni udhar hai chand si
Char din ki chandani
Ae fame meri kala nahi mangti
Chhodo ae kala ki baate
Ghum phir kar hum wahi aa jate
Jaise wo kal aake mili
Pr kala se mili na
Kala ke bina kya pehchan meri
Sunsaan gali
Kala ke bina ae zindagi
Samshan meri
Kala ne bachayi jaan to kala pe jaan hai kurbaan meri
Likhta gane
Lagta cheekhe sun rha bhagwan meri
Insan mamuli
Insan mamuli
Tha pr ab bna paheli
Suljhna chahta nhi khud
Mai ab bhagwan se bhi
Bhagwan se jyada shaitan dimag me rehta
Kehta baat maan meri
Ladke ne uski sari hi baate maanli
2023 ka december
Ladke ne khudkihi jaan li
Tabse mai k.i.d.a
K.i.d.a acronym simplified
This
Kid
Is
Dead
Alive
Feels like
Am a ghost
Karta khudke gane ghostwrite
Ae baate samjhana
Mere haq me na
Samjh aye utna samajh lena
Sari line ghuse sar me na
Jo ghuse phode sar tera
2024 saal hai mera
Har playlist me khali kar dunga ek jagah bhenchod
Shantit kranti
Ek zindagi keemat hai mere iss kaam ki
Lagana daam nahi
Tali aur paiso ka kida gulam nahi
Wo hai gulam
Jinki roshni udhar hai chand si
Char din ki chandani
Ae fame meri kala nahi mangti
Kida