Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Naa aadi na ant hai uska
Bharma uska vushnu uska
Kaal bhi kya bigadae uska
Mahadev hai naam ye jiska
Gaale mein naago ki hai mala
Kanth mein jiske zehar ka payal
Devo k do dev hai sabke
Pashupati hai naam ye uska
Sir mein uske chand virage
Trishul mein uske damaru saage
Jata se jiske ganga bethi
Mahakal hum unhe bulate
Shristi ka vo karta dharata
Devo ka bhi danav ka bhi
Vahi hai lekha vahi raheta
Pashuo ka bhi manav ka bhi
Bhasam rang mein ranga hua vo
Sabka hai vo sukh kaari
Roog hare vo kast hare vo
Nikal kanth hai bhandari
Ant bhi vo shuruwat bhi vo
Kailash ka bhi tho sawami vo
Jisske dar se kaal bhi kaape
Kaal bhi mahakal hai vo
Shringar se hai vo door bada
Bhasam usse bada pyaara hai
Mahadev hai usse bulate
Sabka he vo dulara hai
Mahakal ki arti shuru karo
Saare mere sath aab
Karke upper haath jodo
Bolo mere sath sab
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay
Om Namah Shivay