Kho gaya hain chehra
Kho gayin hain yaadein
Ab toh meri, dheere dheere halke se
Kho gaya hain rasta
Kho gayin hain galliyan
Ab toh kahin, dheere dheere halke se
Sham bhi dheka nahi, khwab bhi socha nahi
Thak ke fir main raat mein, takiye pe roya nahi
Bhagta hun khudse main
Wo bachpan tha jo kho gaya
Ab hun akela main, yahan
Kho gaye hain kisse
Kho gaye hain baatein
Ab toh sabhi, dheere dheere halke se
Kho gaye hain sapne
Kho gaye hain apne
Ab toh yahin, dheere dheere halke se
De de mujhe, fir ek dafa
Wo beeta pal jo hai khafa
De de mujhe, fir ek dafa
Kho gaya hain rasta
Kho gayin hain galliyan
Ab toh kahin, dheere dheere halke se
Ab hun akela main yahan, main kho gaya