Dekha tha tujhko taaro se toot ke maine zameen pe
Teri nigaaho ne dekha mujhe toh ho gaya wahi pe
Mai fidaaa
Teri nigaah pe
Bewajah
Teri wajah se
Mai fidaaa
Teri nigaah pe
Bewajah
Teri wajah se
Unn raaho pe mil tu mujhe
Ke raato me hongi suraj ki kirne
Tham ja aise hawa jaise
Tere noor ki dekhu mai tasweere
Nazaare na ho dekhne ko
Aise dekhte tujhe hum
Sitaare hai laakho raato me
Par ek chand ko taake hum
Bewaqt thi meri saanse
Dhundli si thi waadiya
Aayi teri aawaazein
Aaya tere darmiyan
Mai fanaa
Teri adaa pe
Bewajah
Teri wajah se
Mai fanaa
Teri adaa pe
Bewajah
Teri wajah se
Goom raaho pe dhunde tujhe
Ulfate meri tujhse hi bujhe
Tham ja aise hawa jaise
Tere noor ki dekhu mai tasweere