Younis ko mili saza
Machli ke pait mein wo phas gaya
Di us ne phir ye sada
Ye kya ho gaya mere Khuda
Tu ne na farmani ki
Apni he kahani ki
Karna jo tha tujhay
Tu ne uss se bemaani ki
Younis ko ehsaas hua
Zar-o-qatar ronay laga
Mere Khuda
Mujhay ek mauqa aur de tu
Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu
Pura karun ga mein apni kahani ko
Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko
Mere Khuda
Mujhay ek mauqa aur de tu
Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu
Pura karun ga mein apni kahani ko
Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko
Sun ke Younis ki ilteja
Razi ho gaya uss ka Khuda
Machli ne use ugal diya
Younis apni manzil ko chul para
Chahay baat ye purani thi
Par zarori batani thi
Younis ki jo kahani thi
Hum sab ki kahani bhi
Mayoos hai kyn khara
Maang apnay rab se tu bhi ye Du'a
Mere Khuda
Mujhay ek mauqa aur de tu
Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu
Pura karun ga mein apni kahani ko
Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko
Mere Khuda
Mujhay ek mauqa aur de tu
Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu
Pura karun ga mein apni kahani ko
Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
Younis ko mili saza
MACHLI KE PAIT MEIN WO PHAS GAYA
Mere Khuda
Mujhay ek mauqa aur de tu
Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu
Pura karun ga mein apni kahani ko
Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko
Mere Khuda
Mujhay ek mauqa aur de tu
Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu
Pura karun ga mein apni kahani ko
Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko