[ Featuring DAKSH ]
Iss duniya ki lagi thi nilami,
Kharidne aaye log bade naami,
Bik rahi thi saari duniya,
Bechdi saari ye duniya,
Her cheez ka baazar saja tha,
Kisi ki saja kisi ka maza tha,
Bik rahi thi saari duniya,
Bechdi saari ye duniya,
Unhone mujhe bhi kharidna chaha,
Uncha mera daam lagaya,
Ye dunia meri jeb pe bhari,
Aur wasulo se nhni chalte kharche,
Aaj aag Laga du iss duniya ko,
Aur khud bhi jal jau,
Haste Haste......
Aaj aag Laga du iss duniya ko,
Aur khud bhi jal jau,
Haste Haste......
Kya karu aisi duniya ko jeet Ke,
Jise apane he sach na dikhe,
Ye Baazar sajega mere bina bhi,
Bus chal du mein ye samajh ke,
Aaj aag Laga du iss duniya ko,
Aur khud bhi jal jau,
Haste Haste......
Aaj aag Laga du iss duniya ko,
Aur khud bhi jal jau,
Haste Haste......
Kisi ki...
Azadi ka nazara gulam dekhta hai,
Mohabat ka maara gulaab bechta hai,
Rango se haara gulaal khelta hai,
Jab ant hai hamara to guman kaisa hai,
Per hum piche takato ke daudte,
Sab daulato se hum tolte,
Apne guman ko diwaro pe saja,
Lage apne mahlo ko karne mein bada,
Aaj aag Laga du iss duniya ko,
Aur khud bhi jal jau,
Haste Haste......
Kya karu aisi duniya ko jeet Ke,
Jise apane he sach na dikhe,
Ye baazar sajega mere bina bhi,
Bus chal du mein ye samajhke,
Aaj aag Laga du iss duniya ko,
Aur khud bhi jal jau,
Haste Haste......