Tu na hai is kaabil
Jo har ghadi
Tujhe hi ho sab haasil
Bane kyu tu
Hi tere
Khwabon ka kaatil
Tujhe dekhe zamaana mud ke
Kare aisi tu hasiyat haasil
Tu hi nahi sath
Tere to
Kaun dega sath fir
Kise waqt hai tere kiye thamne
Yahaan sab hi thehee musaafir
Musafir tu kaabil
Jo chahe kar haasil
Musafir tu kaabil
Jo chahe kar haasil
Ye zindagi khud keh rahi
Baki hai tujhme kafi jaan
Pura to kar adhura safar
Mauka ek kar le khud ke naam
Tera na haq in sanson par
Thoda parakh un ankhon me
Suni hai tujh bin har subah
Haste hasaate wo lamhe
Tere hone se hasi na tha me
Veerani tujh bin sab ki shaam
Tu na hai is kaabil
Jo har ghadi
Tujhe hi ho sab haasil
Bane kyu tu
Hi tere
Khwabon ka kaatil
Tujhe dekhe zamaana mud ke
Kare aisi tu hasiyat haasil
Tu hi nahi sath
Tere to
Kaun dega sath fir
Kise waqt hai tere kiye thamne
Yahaan sab hi thehee musaafir
Musafir tu kaabil
Jo chahe kar haasil
Musafir tu kaabil
Jo chahe kar haasil