Sahare the bethe jinke hum
Lab bhi the chup aur aankhe num
Sahare the bethe jinke hum
Lab bhi the chup aur aankhe num
Zehan mein thi baatein aur
Baaton mein aagye hum
Tabhi to sikha humne
Tabhi to jaana humne
Khubsurat aankho ka yakeen na karna
Gulabi honthon ka yakeen na karna
Hasi us chehre ka yakeen na karna
Meri is baat ka yakeen tum karna
Chehra hai Masoom aur unki ye adayaein
Karte hain kya zulm ye unko koi bataye
Apni in aankho ko jaakar wo chuapayein
Mein hun ek Musafir mujhko rah bhulayein
Tasveeron ko teri dil ka haal batayein
Mujhko unke samne bus koi le jaaye
Jinhone kaha tha
Sath chalenge
Sath rahenge
Sath chod denge
Tabhi to sikha humne
Tabhi to jaana humne
Tabhi to sikha humne
Tabhi to jaana humne
Khubsurat aankho ka yakeen na karna
Gulabi honthon ka yakeen na karna
Wo udti zulfon ka yakeen na karna
Meri is baat ka yakeen bus karna
Meri is baat ka yakeen tum karna