Back to Top

Swarathma - Ghum Lyrics



Swarathma - Ghum Lyrics




Ghum hai yahaan, ghum hai wahaan
Ghum hai...
Ghum hai jahaan, ghum hai har disha
Ghum hai...

Khidkiyon ke, peeche chhipte saaye
Chhitkhani bhi, darr se hi khul jaaye
Jaage kamron ke, soye kone
Chup thhi chaukhat, latke the parde
Saare mere gawa hain
Jaage kamron ke soye kone
Saare mere gawa hain
Unko hi parwa hai

Ghum hai disha, ghum hai har nisha
Ghum hai...

Thaami ungli, modi kyun yeh kalaayi
Chooma sar ko, cheeni kyun angdaayi
Door se hi, nauchti aankhe
Wo matmaili si, chheelti baatein
Sabne mujhko chhua hai
Nauchti aankhe, chheelti baatein
Sabne mujhko chhua hai
Ghum si meri duaa hai

Kaala sa saaya hai haule se aaya hai
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Ghum hai yahaan, ghum hai wahaan
Ghum hai...
Ghum hai jahaan, ghum hai har disha
Ghum hai...

Khidkiyon ke, peeche chhipte saaye
Chhitkhani bhi, darr se hi khul jaaye
Jaage kamron ke, soye kone
Chup thhi chaukhat, latke the parde
Saare mere gawa hain
Jaage kamron ke soye kone
Saare mere gawa hain
Unko hi parwa hai

Ghum hai disha, ghum hai har nisha
Ghum hai...

Thaami ungli, modi kyun yeh kalaayi
Chooma sar ko, cheeni kyun angdaayi
Door se hi, nauchti aankhe
Wo matmaili si, chheelti baatein
Sabne mujhko chhua hai
Nauchti aankhe, chheelti baatein
Sabne mujhko chhua hai
Ghum si meri duaa hai

Kaala sa saaya hai haule se aaya hai
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Hitesh Kewalya, Imran Chowdhury, Jishnu Dasgupta, Montry Manuel, Pavan Kumar KJ, Puneet Sharma, Sanjeeva Nayak Sooda, Varun Murali, Vasu Dixit
Copyright: Lyrics © NDE Distribution Services Inc., Anara Publishing Limited

Back to: Swarathma



Swarathma - Ghum Video
(Show video at the top of the page)

Tags:
No tags yet