Tu saath nhi to
Dil mera hasta nhi hai
Tujhe dhoondha laakho me
Par dil mera jachta nahi hai
Jo aana saku milne ko mai laakho me
Tu theher sa jana meri baato mein
Or aana kabhi milne ko in rahon mein
Tere bina bhi tu rehti meri bahon mein
Aa firse maar de mai kuch nahi kahunga
Mai agar bach bhi gya toh bhi yahi rahunga
Kyunki hai aadat mujhe tere yaha hone ki
Zeher pilade mai toh khushi khushi piyunga
Tere aakho ki chamak yeh jo khoi hai
Mujhe pehli hi bata chuki ki tu roi hai
Hai shyd dar tujhe ki mai kahin jaunga
Pr kal raat hi to tujhse mulaqat hui hai
Aa meri jaaneman aa na mere paas zara
Mai tere bina kaise lunga meri saas bata
Yeh dum ghute mera hota nhi jab paas tu
Sara din karu baat phir bhi dil nhi bhare mera
Yeh kaise chale tere bina
Tu poora hota ni h mera
Meri janeman
Jo aana saku milne ko mai laakho me
Tu theher sa jana meri baato mein
Or aana kabhi milne ko in rahon mein
Tere bina bhi tu rehti meri bahon mein