Dil ki baatein
Andheri raatein
Naami ye ankhen
Mere sapne mujhko jagata raha
Na sone na de
Ab itna mehnat kyu chodu bey
Kalam se banaya Inshabdo ka elaka
Hum Daldal se nikle chhuna hai badaal
Dikhate ye pyaar aur bolte hai lalat
Khabi dekh apna shakal Beta soch ko badal
Khel khail aise khel
Jaise iss khel ka tu badshah
Batein tere bari daat tere hari haa
Haath mayna ghari
Jaeb mayna Ghandi
Saath tere saathi
Chaheye tujhe bandi
Na mile toh bole usey randi
Wahhh ahhh thuuu
Kaise ye shiksha
Kaha se sikha
Ek bar soch tune kya ye bola
Ek bar soch usey kya ye beyta
Ek bar soch tere maa kya socha
Ek bar nahi soo bar soch
Ek bar soch tune kya b bola
Ek bar soch usey kya ye beyta
Ek bar soch tere maa kya bola
Ek bar nahi salay soo bar soch haa
Dil ki baatein tu dil pe lena
Kuch nahi bola toh andher roya
Dil hazaron tukru pe tuta
Khud se pucha ye kaise pala
Kya kami jo sabkuch bej dala
Tere liye kya kuch nahi kiya
Soo bar bola tune ek bina suna
Ghar se nikal ke maal tujhe phukna
Doston ki saath tujhe saari raat ghumna
Khud ki haath khud ko daba betha
Ghar ke khana tujh ko na khaana
Tere ye soch may bukha soya
Maa ko dard deke tu kya paya
Na mil na tujhe dil pe jaga
Sab kuch Jeet ke tu phir b haara
Ek bar soch tune kya b bola
Ek bar soch usey kya ye beyta
Ek bar soch tere maa kya bola
Ek bar nahi soo bar soch
Ek bar soch tune kya b bola
Ek bar soch usey kya ye beyta
Ek bar soch tere maa kya bola
Ek bar nahi salay soo bar soch haa