Kabhi Kabhi Insaan
Na Tutta ha , Na Bikharta ha
Bas Haar Jata hai
Koi umeed bhar nahi aati
Koi surat nazar nahi aati
Ab na kare apne dukh ko bayan
Mujhe manzil nazar nahi aati
Khud se jeetne ki zidd hai
Khud ko hi harana ha
Ma bheed nahi is duniya ki mere andar ek zamana ha
Manzile bhi ziddi hai
Raste bhi ziddi hai
Dekhte ha kal ky ho
Hoshle bhi ziddi hai
Umeed nahi zidd honi chahiye
Umeed nahi zidd honi chahiye
Yun umrr kati alfaaz ma
Ek aas ma ik kash ma
Raftaar kuch is kadar tez hai zindagi ki
Subah ka dard shaam ko purana ha
Kuch is liye bhi nahi karta hale dil bayan
Samajhta koi nahi samajhta zamana ha
Khud ko hi harana ha
Ma bheed nahi is duniya ki mere andar ek zamana ha
Manzile bhi ziddi hai
Raste bhi ziddi hai
Dekhte ha kal ky ho
Hoshle bhi ziddi hai
Umeed nahi zidd honi chahiye
Umeed nahi zidd honi chahiye